Yaar Mere Paise Ka Deewana Lyrics

"Yaar Mere Paise Ka Deewana" lyrics from Aakhri Daku sung by lata mangeshkar and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah

Singer(s):

Yaar Mere Paise Ka Deewana Lyrics


Agar na mane to sach baat kahdu
Bade log wo he jo dil ke bade hai
Ye sona ye chandi hai bhagwan jinka
Aise to lakho pade hai

Yaar mera paise ka deewana
Yaar mera paise ka deewana
Aur main deewani yaar ke pyar ki
Waise to jisne sab kuchh wara
Wo jane kadar na yaar ki
Yaar ki yaar mera paise ka deewana

Julmi ko mil kya gaye char paise
Dekho badalne laga wo rang kaise
Daulat ka mujhpe wo yun rob dale
Dale koi lat sahab ho jaise
Wo sone aur chandi ki saja ka parwana
Main deewani dildar ki
Yaar mera paise ka deewana

Ye do din me tu kya se kya ho gaya ye
Bhala adami tha bura ho gaya re
Ye barsat daulat ki marji ka hath hai
Koi kam hota to tune kiya re
Tu kagaj ke phulo ka sasuda hi jala le
Rut rangin bahar ki
Yaar mera paise ka deewana.

More songs lyrics from Aakhri Daku.