Yaar Mere Mausam Hai Lyrics

"Yaar Mere Mausam Hai" lyrics from Ravan Raaj: A True Story sung by abhijeet bhattacharya, kavita krishnamurthy and music directed by vijay kalyanji shah (viju shah) and composed by vijay kalyanji shah (viju shah) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):
Music Director(s):

Yaar Mere Mausam Hai Lyrics


Yaar mere mausam hai
Mastana mastana
Are mastana mausam hai
Deewana deewana
Yaar mere mausam hai
Mastana mastana
Mastana mausam hai
Deewana deewana
Mana tu khiladi hai
Mana tu khiladi hai
Tujhko bana dungi parwana
Yaar mere mausam hai
Mastana mastana
Mastana mausam hai
Deewana deewana

Are tune mujhe chhed diya
Pyar mein
Ho meine tujhe gher liya
Raah mein
Ho dil tumhe o ho dil tumhe
Ha ha dil tumhe
Dena padega o sanam
Ha kar ya na kar tu teri kasam
Ha tune mujhe chhed diya
Pyar mein
Ho meine tujhe gher liya
Raah mein
Ho dil tumhe o ho dil tumhe
Ha ha dil tumhe
Dena padega o sanam
Ha kar ya na kar tu teri kasam
Are sunle mere
Dil ka tu afsana afsana
Ha sunle mere
Dil ka tu afsana afsana
Mastana mausam hai
Deewana deewana
Mana tu khiladi hai
Are mana tu khiladi hai
Tujhko bana dungi parwana
Yaar mere mausam hai
Mastana mastana
Mastana mausam hai
Deewana deewana

Are jaane de chhod mera rasta
Ho tera mera nahi koi wasta
Ho main koi ha ha main koi
Ha ha main koi
Aashiq awara nahi
Main teri zulfon ka mara nahi
Are jaane de chhod mera rasta
Ho tera mera nahi koi wasta
Ho main koi ha ha main koi
Ha ha main koi
Aashiq awara nahi
Main teri zulfon ka mara nahi
Are main to ek rahi hu
Anjana anjana
Are main to ek rahi hu
Anjana anjana
Teri adao se begana begana
Mana tu sayani hai
Are lekin tu deewani hai
Tune mujhe nahi pehchana

Yaar mere mausam hai
Mastana mastana
Mastana mausam hai
Deewana deewana
Mana tu khiladi hai
Are mana tu khiladi hai
Tujhko bana dungi parwana
Yaar mere mausam hai
Mastana mastana
Mastana mausam hai
Deewana deewana.

More songs lyrics from Ravan Raaj: A True Story.