Yaar Ko Salam Lyrics

"Yaar Ko Salam" lyrics from Yeh Desh sung by suresh wadkar, usha mangeshkar and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yaar Ko Salam Lyrics


Na hai tamasha na khel hai
Shadi umar bhar ka mel hai
Kal tak nigaho mein khwab the
Milne ko do dil betab the

Yaar ko salam pyaar ko salam
Dil se mila dil dildar ko salam
Yaar ko salam pyaar ko salam
Dil se mila dil dildar ko salam
Phool khile musam e bahar ko salam
Yaar ko salaam

Yaar ko salam pyaar ko salam
Dil se mila dil dildar ko salam
Phool khile musam e bahar ko salam
Yaar ko salam pyaar ko salam

Dar jaye jhuk jaye wo ham nahi
Hamko garibi ka bhi gham nahi
Dar jaye jhuk jaye wo ham nahi
Hamko garibi ka bhi gham nahi
Duniya ki parwah nahi hai hame
Ek dusre pe yakeen hai hame
So bar is aitbaar ko salam
Yaar ko salam pyaar ko salam
Dil se mila dil dildar ko salam
Phool khile musam e bahar ko salam
Yaar ko salam pyaar ko salam

Na hai tamasha na khel hai
Shadi umar bhar ka mel hai
Kal tak nigaho mein khwab the
Milne ko do dil betab the
Itne dino ke intzar ko salam
Ho yaar ko salam pyaar ko salam
Dil se mila dil dildar ko salam
Phool khile musam e bahar ko salam
Yaar ko salam

Yaar ko salam pyaar ko salam
Dil se mila dil dildar ko salam
Phool khile musam e bahar ko salam
Yaar ko salam pyaar ko salam.

More songs lyrics from Yeh Desh.