Yaad Rahega Pyar Lyrics

"Yaad Rahega Pyar" lyrics from Umar Qaid sung by lata mangeshkar, mukesh chand mathur (mukesh) and music directed by master sonik, om prakash sonik and composed by master sonik, om prakash sonik

Music Director(s):

Yaad Rahega Pyar Lyrics


Yaad rahega pyar ka ye
Rangin jamana yaad rahega
Yaad rahega pyar ka ye
Rangin jamana yaad rahega

Is duniya mein choti si apni
Duniya basana yaad rahega
Ho yaad rahega pyar ka ye
Rangin jamana yaad rahega

Ek hai hum aur ek rahenge
Sukh mein bhi aur dukh mein bhi
Ho ek hai hum aur ek rahenge
Sukh mein bhi aur dukh mein bhi

Jab tak hai sanso ka bandhan
Jab tak hai sanso ka bandhan
Ye bandhan tute na kabhi
Janam janam ye rasme nibhane ki
Janam janam ye rasme nibhane ki
Kasme khana yaad rahega
Yaad rahega pyar ka ye
Rangin jamana yaad rahega

Apne jahaa mein madhur hasi ki
Gunj kabhi na mand pade
Apne jahaa mein madhur hasi ki
Gunj kabhi na mand pade
Jo bhi kadam badhta ho apna
Jo bhi kadam badhta ho apna
Ek duje ki aur bade
Pyar mein jhum ke do sayo ka
Pyar mein jhum ke do sayo ka
Ek ho jana yaad rahega

Yaad rahega pyar ka ye
Rangin jamana yaad rahega
Yaad rahega pyar ka ye
Rangin jamana yaad rahega
Is duniya mein chhoti si apni
Duniya basana yaad rahega
Ho yaad rahega pyar ka ye
Rangin jamana yaad rahega.

More songs lyrics from Umar Qaid.