Yaad Na Aa Guzre Lyrics

"Yaad Na Aa Guzre" lyrics from Shukriya sung by naseem akhtar and music directed by g.a.chishti and composed by g.a.chishti and lyrics written by shanti swaroop madhukar

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Yaad Na Aa Guzre Lyrics


Yaad na aa yaad na aa
Yaad na aa guzre
Zamane yaad na aa
Yaad na aa guzre
Zamane yaad na aa

Ek soch si hai jee mein
Kya hoga zindagi mein
Ek soch si hai jee mein
Kya hoga zindagi mein
Yuhi kategi shayaad
Hasrat mein bebasi mein
Yuhi kategi shayaad
Hasrat mein bebasi mein

Jeene na diya duniya ne
Jeene na diya duniya ne
Kya mujhse kya duniya ne
Kya mujhse kya duniya ne
Yaad na aa guzre
Zamane yaad na aa
Yaad na aa guzre
Zamane yaad na aa

Bekaif jawani hai
Bekaif jawani hai
Ur dard kahani hai
Bekaif jawani hai
Ur dard kahani hai
Afsana mohabbat ka
Ashqo ki jubani hai
Jeene na diya duniya ne
Kya mujhse kiya duniya ne
Yaad na aa yaad na aa
Guzre zamane yaad na aa
Yaad na aa guzre zamane
Yaad na aa.

More songs lyrics from Shukriya.