Yaad Jab Aaye Teri Lyrics
"Yaad Jab Aaye Teri" lyrics from Mohar sung by talat mahmood and music directed by madan mohan kohli and composed by madan mohan kohli and lyrics written by rajendra krishan
Yaad Jab Aaye Teri Lyrics
Yaad jab aaye teri apni gujri jindagi
Yaad kar leta hu, aah bar leta hu
Yaad jab aaye teri
Dil mera lagta nahi
Kuch mujhe bata nahi
Ye mujhe kya ho gaya
Kuch samajh aata nahi
Yaad jab aaye teri apni gujri jindagi
Yaad kar leta hu, aah bar leta hu
Yaad jab aaye teri
Ye andheri rate, ye andheri rate
Hai meri hi bate
Hai meri hi bate
Thokare khata rahu ashk barsata rahu
Hai yahi taqdeer me dil ko samjhata rahu
Yaad jab aaye teri apni gujri jindagi
Yaad kar leta hu, aah bar leta hu
Yaad jab aaye teri
Kya khushi ki aarzu
Jab khushi meri nahi
Maut sayad ho meri
Zindagi meri nahi
Yaad jab aaye teri apni gujri jindagi
Yaad kar leta hu, aah bar leta hu
Yaad jab aaye teri.
More songs lyrics from Mohar.