Ya Ali Ya Ali Lyrics

"Ya Ali Ya Ali" lyrics from Ajooba sung by sudesh bhonsle and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Ya Ali Ya Ali Lyrics


Ya ali, ya ali mera naam hai ali
Ya ali, ya ali mera naam hai ali
Rahta hoon main kaha
Masjid wali gali
Ya ali ya ali, ya ali ya ali
Ya ali ya ali, ya ali ya ali

Mera naam hai ali
Rahta hoon main kaha
Masjid wali gali

Ya ali ya ali, ya ali ya ali
Ya ali ya ali, ya ali ya ali

Mera naam mera pata yaad rakhana
Mera naam mera pata yaad rakhana
Kadam na yaha aaj ke baad rakhna
Nahi to mujhe yaad kerte rahoge
Humesa ye fariyad kerte rahoge
Rahoge humesa ye
Fariyad kerte rahoge
Karo aaj tobba, tobba
Karo aaj tobba musibbat tali

Ya ali ya ali
Ya ali mera naam hai ali
Ya ali, ya ali mera naam hai ali
Rahta hoon main kaha
Masjid wali gali
Ya ali ya ali, ya ali ya ali
Ya ali ya ali, ya ali ya ali

Palat tera dayan, kidhar hai birather
Birather, palat tera dayan
Kidhar hai birather
Ki mai ek hu per hu so ke barabar
Kabhi fir tu koi sararat na kerna
Sararat kare to sikayat na kerna
Sararat kare to sikayat na kerna
Tabiyat hai meri, meri
Tabiyat hai meri jara manchali

Ya ali, ya ali
Ya ali mera naam hai ali
Ya ali, ya ali mera naam hai ali
Rahta hoon main kaha
Masjid wali gali
Ya ali ya ali, ya ali ya ali
Ya ali ya ali, ya ali ya ali

Kai baar teri hui hai pitayi
Kai baar teri hui hai pitayi
Magar besaram sharam tujhko na aayi
Meri jaan teri jaan per aa bani hai
Suna hai ki talwar ka tu
Dhani hai, dhani hai
Suna hai ki talwar ka tu dhani hai
Nahi aaj teri talwar chali

Ya ali, ya ali
Ya ali mera naam hai ali
Ya ali, ya ali mera naam hai ali
Rahta hoon main kaha
Masjid wali gali
Ya ali, ya ali mera naam hai ali
Rahta hoon main kaha
Masjid wali gali
Ya ali ya ali, ya ali ya ali
Ya ali ya ali, ya ali ya ali.

More songs lyrics from Ajooba.