World Dance Medley Lyrics

"World Dance Medley" lyrics from Happy New Year sung by krishnakumar kunnath (k.k), neeti mohan, shahrukh khan, shankar mahadevan, sukhwinder singh, vishal dadlani and music directed by shekhar ravjiani, vishal dadlani and composed by shekhar ravjiani, vishal dadlani and lyrics written by irshad kamil

Lyricist(s):
Music Director(s):

World Dance Medley Lyrics


Manwa laage
Manwa laage
Laage re saanware
Laage re saanware
Le tera hua jiya ka jiya
Ka jiya ka ye gaaon re

Manwa laage
Manwa laage
Laage re saanware
Laage re saanware
Le khela mene jiya ka
Jiya ka jiya ka hai daav re

Radhe radhe
Bolo bolo bolo
Radhe radhe bolo
Jai kanhaiya lal ki
Radhe radhe bolo
Jai kanhaiya lal ki
Radhe radhe bolo
Jai kanhaiya lal ki

Satakli re satakli
Oh thodi satakli
Badle jo kismat
Ke ye taare
Satakli re satakli
Sakal akal satakli
Wah wah ji wah
Wah ji wah wah re

Satakli re satakli
Oh thodi satakli
Badle jo kismat
Ke ye taare
Satakli re satakli
Sakal akal satakli
Wah wah ji wah
Wah ji wah wah re

Radhe radhe bolo
Jai kanhaiya lal ki
Radhe radhe bolo
Jai kanhaiya lal ki
Radhe radhe bolo
Jai kanhaiya lal ki
Radhe radhe bolo
Jai kanhaiya lal ki

Hum iss desh ke waasi
Hain jahaan roz roz
Hi danga rehta hai
Jahaan roz roz
Akhbaaron mein
Scamon ka panga rehta hai
Jahaan aam aadmi sadko pe
Aadha sa nanga rehta hai
Iss haal mein bhi
Iss daur mein bhi
Har dil mein tiranga rehta hai

Apni marzi ke hum
Khuda indiawalon
Aati hai jeet ki
Sada indiawalon
Yaaron se apna waasta
Dushman ke chakke
Chhuda dein indiawale
Dum hai toh koi
Rok le indiawale
Sooraj se oonche
Hausle indiawale
Saath milkar jo hum chale
Kismat se kismat
Chura le indiawale

Duniya se humko
Kya le jaana
Yaaron ke dil
Mein ho thikana
Jo dil se yaar
Humein le pukaar
To jaan nisaar kar daale
Kehte hain humko
Pyar se india waale
Chhu lete dil ke
Taar se india waale
Har jeet cheen le
Haar se indiawaale
Dushman ke
Chakke chhuda de
Ungli pe sabko
Nachaa dein
Dushman ke chakke
Chhuda de hum indiaawale
Manwa laagyo re
Manwa laage re

Kehte hain humko
Pyar se india wale
Chhu lete dil ke
Taar se india wale
Manwa laagyo re
Manwa laage re

Apni marzi ke hum
Khuda indiawale
Aati hai jeet ki
Sada indiawale
Yaaron se apna waasta
Dushman ke chakke
Chhuda dein indiawale
Dum hai toh koi
Rok le indiawale
Sooraj se oonche
Hausle indiawale
Saath milkar jo hum chale
Kismat se kismat
Chura le indiawale.

More songs lyrics from Happy New Year.