Wohi Hamesha Ka Lyrics

"Wohi Hamesha Ka" lyrics from Armaan sung by chandan dass and music directed by chandan dass and composed by chandan dass and lyrics written by muqtida hasan nida fazli

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Wohi Hamesha Ka Lyrics


Wohi hamesha ka aalam hai
Kyaa kiya jaaye
Wohi hamesha ka aalam hai
Kyaa kiya jaaye
Jahan se dekhe kuch kam hain
Kyaa kiya jaaye
Wohi hamesha ka aalam hai
Kyaa kiya jaaye

Bhatak raha hoon liye tishnagi
Samandar ki
Bhatak raha hoon liye tishnagi
Samandar ki
Magar naseeb mein sabnam hain
Kyaa kiya jaaye
Magar naseeb mein sabnam hain
Kyaa kiya jaaye
Jahan se dekhe kuch kam hain
Kyaa kiya jaaye
Wohi hamesha ka aalam hai
Kyaa kiya jaaye

Ghujarte waqt ne dhundhala diye
Sabhi chehare
Ghujarte waqt ne dhundhala diye
Sabhi chehare
Khushi khushi hain gham gham hain
Kyaa kiya jaaye
Khushi khushi hain gham gham hain
Kyaa kiya jaaye
Jahan se dekhe kuch kam hain
Kyaa kiya jaaye
Wohi hamesha ka aalam hai
Kyaa kiya jaaye

Mili hain zakhmo ki saugaat
Jiski mehfil se
Mili hain zakhmo ki saugaat
Jiski mehfil se
Ussi ke haath mein marham hain
Kyaa kiya jaaye
Ussi ke haath mein marham hain
Kyaa kiya jaaye
Jahan se dekhe kuch kam hain
Kyaa kiya jaaye
Wohi hamesha ka aalam hai
Kyaa kiya jaaye

Woh ik saks jo kal tak thaa
Dusro se khafa
Woh ik saks jo kal tak thaa
Dusro se khafa
Ab apne aap se balham hain
Kyaa kiya jaaye
Ab apne aap se balham hain
Kyaa kiya jaaye
Jahan se dekhe kuch kam hain
Kyaa kiya jaaye
Wohi hamesha ka aalam hai
Kyaa kiya jaaye
Wohi hamesha ka aalam hai
Kyaa kiya jaaye.

More songs lyrics from Armaan.