Woh Teri Duniya Nahin Lyrics

"Woh Teri Duniya Nahin" lyrics from Dacait sung by anand bakshi, lata mangeshkar and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Woh Teri Duniya Nahin Lyrics


Woh teri duniya nahin
Woh teri mehfil nahin
Uss taraf mat ja udhar
Rasta toh hain manzil nahin
Woh teri duniya nahin
Woh teri mehfil nahin
Uss taraf mat ja udhar
Rasta toh hain manzil nahin
Woh teri duniya nahin
Woh teri mehfil nahin

Rote teri yaad mein
Gujarega har saawan mera
Rote teri yaad mein
Gujarega har saawan mera
Jab kahenge log daaku ban
Aya saajan tera mujhape kya
Mujhape kya
Mujhape kya gujaregi tu
Iss baat se gaafil nahin
Uss taraf mat ja udhar
Rasta toh hain manzil nahin
Woh teri duniya nahin
Woh teri mehfil nahin

Geet bulbul ka hain yeh
Koyal ki mithi kuk hain
Geet bulbul ka hain yeh
Koyal ki mithi kuk hain
Zindagi hain phool tere haath
Mein banduk hain
Tu mera tu mera
Tu mera saajan hain
Saajan tu koyi kaatil nahin
Uss taraf mat ja udhar
Rasta toh hain manzil nahin
Woh teri duniya nahin
Woh teri mehfil nahin

Har kasam ko todkar
Har ek waada todkar
Har kasam ko todkar
Har ek waada todkar
Ja raha hain aaj tu nafrat
Se sabako chhodkar
Kya meri kya meri
Kya meri chaahat bhi
Tere pyaar ke kaabil nahin
Uss taraf mat ja udhar
Rasta toh hain manzil nahin
Woh teri duniya nahin
Woh teri mehfil nahin
Uss taraf mat ja udhar
Rasta toh hain manzil nahin
Woh teri duniya nahin
Woh teri mehfil nahin.

More songs lyrics from Dacait.