Woh Raat Din Ke Kisse Lyrics

"Woh Raat Din Ke Kisse" lyrics from Tanhai: Lonely Hearts sung by ravindra upadhyay, shabab sabri


Woh Raat Din Ke Kisse Lyrics


Woh raat din ke kisse
Woh ishq ke fasane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane
Woh raat din ke kisse
Woh ishq ke fasane
Aate hai yaad hamko
Guzare zamane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane
Guzre zamane guzre zamane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane

Woh chandni woh jhilmil sitaare
Tanhaayiyo ke mehake najaare
Betaabiyo ki bechain ghadiya
Woh tera chhupake karna ishaare
Guzre zamane guzre zamane
Aate hai yaad hamko
Guzare zamane
Woh raat din ke kisse
Woh ishq ke fasane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane

Woh wade karke tera na aana
Aane ke baad sau baate banana
Woh hamse jhutee takraar karna
Phir dur jaake rona rulaana
Guzre zamane guzre zamane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane
Woh raat din ke kisse
Woh ishq ke fasane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane
Guzre zamane guzre zamane
Aate hain yaad hamko
Guzare zamane guzre zamane.

More songs lyrics from Tanhai: Lonely Hearts.