Woh Maan Gaya Lyrics

"Woh Maan Gaya" lyrics from Tum Ho Mere Paas sung by sonali vajpayee

Singer(s):

Woh Maan Gaya Lyrics


Maine kaha din bura woh maan gaya
Maine kahin jo bhi baat woh maan gaya
Ke uski baaton se maine ye jaana hai
Woh mera kitna deewana hai
Deewana hai deewana hai
Maine kaha din bura woh maan gaya
Maine kahin jo bhi baat woh maan gaya
Ke uski baaton se maine ye jaana hai ke
Woh mera kitna deewana hai
Deewana hai deewana hai

Kitna seedha kitna bhola
Jis par dil ye dola
Kitna seedha kitna bhola
Jis par dil ye dola
Jaisa chaha waisa woh hai
Shabanam jaisa shola
Shabanam jaisa shola
Maine kaha din bura woh maan gaya
Maine kahin jo bhi baat woh maan gaya
Ke uski baaton se maine ye jaana hai
Woh mera kitna deewana hai
Deewana hai deewana hai

Meri sokhi deewana pan
Sab kuch ab woh jaane
Meri sokhi deewana pan
Sab kuch ab woh jaane
Kya kehti hai meri aankhein
Ek pal mein pehchaane
Haan ek pal mein pehchaane
Maine kahaa thaam le haath woh maan gaya
Maine kahin jo bhi baat woh maan gaya
Ke uski baaton se maine ye jaana hai
Woh mera kitna deewana hai
Deewana hai deewana hai

Maine kaha din bura woh maan gaya
Maine kahin jo bhi baat woh maan gaya
Ke uski baaton se maine ye jaana hai ke
Woh mera kitna deewana hai
Deewana hai deewana hai.

More songs lyrics from Tum Ho Mere Paas.