Woh Khwab Tha Lyrics

"Woh Khwab Tha" lyrics from Armaan sung by chandan dass and music directed by chandan dass and composed by chandan dass and lyrics written by irfan siddique

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Woh Khwab Tha Lyrics


Woh khwab tha bikhar gaya
Woh khwab tha bikhar gaya
Khayal thaa mila nahi
Woh khwab tha bikhar gaya
Khayal thaa mila nahi
Magar ye dil ko kyaa huaa
Magar ye dil ko kyaa huaa
Jisko bujha saka nahi
Woh khwab tha bikhar gaya
Woh khwab tha bikhar gaya

Har ek dil udaas dil
Tamaam sab udaasiyan
Har ek dil udaas dil
Tamaam sab udaasiyan
Tamaam sab udaasiyan
Kisi se kyaa bichhad gaye
Kisi se kyaa bichhad gaye
Ke jaise kuchh bacha nahi
Magar ye dil ko kyaa huaa
Jisko bujha saka nahi
Woh khwab tha bikhar gaya
Woh khwab tha bikhar gaya

Wohb saath thaa to manzile
Nazar nazar charag thi
Wohb saath thaa to manzile
Nazar nazar charag thi
Nazar nazar charag thi
Kadam kadam safar mein ab
Kadam kadam safar mein ab
Koi bhi lab huaa nahi
Magar ye dil ko kyaa huaa
Jisko bujha saka nahi
Woh khwab tha bikhar gaya
Woh khwab tha bikhar gaya

Hain shor sa taraf taraf
Ke sarhado ki jamg mein
Hain shor sa taraf taraf
Ke sarhado ki jamg mein
Ke sarhado ki jamg mein
Zamee pe aadami nahi
Zamee pe aadami nahi
Falak pe kyaa khuda nahi
Magar ye dil ko kyaa huaa
Jisko bujha saka nahi
Woh khwab tha bikhar gaya

Woh khwab tha bikhar gaya
Khayal thaa mila nahi
Magar ye dil ko kyaa huaa
Magar ye dil ko kyaa huaa
Jisko bujha saka nahi
Woh khwab tha bikhar gaya
Woh khwab tha bikhar gaya.

More songs lyrics from Armaan.