Woh Jaanta Hai Lyrics

"Woh Jaanta Hai" lyrics from Kyun Dooriyan sung by shafqat amanat ali khan and music directed by shafqat amanat ali khan and composed by shafqat amanat ali khan

Music Director(s):

Woh Jaanta Hai Lyrics


Woh jaanta hai mere yaar
Woh jaanta hai mere yaar
Socha na kabhi mann mein
Laaye na kabhi lab pe
Kab mangenge hum rab se
Woh jaanta hai mere yaar
Woh jaanta hai mere yaar
Socha na kabhi mann mein
Laaye na kabhi lab pe
Kab mangenge hum rab se
Woh jaanta hai mere yaar
Woh jaanta hai mere yaar

Yeh na samajhna bach jayega
Insaan ka tu dil dukha ke
Insaan ko insaan se lada ke
Nafratein unme jagaa ke
Rehna tu bhi taiyar
Woh jaanta hai mere yaar
Woh jaanta hai mere yaar

Mandir masjid ya girija ho
Kuchh ho tera pehnawa
Ghar becha mazhab ko tune
Karke koi bhi dikhawa
Chhupna hai tera bekaar
Woh jaanta hai mere yaar
Woh jaanta hai mere yaar

Sun le zaraa e insaan
Khamosh hai rab to rehne de
O murakh na aazma
Rehne de rehne de
Gar hans diya rab hans diya
Phir na bachegi koi bhi jaa
Na yeh zameen na aasma
Koi na dega phir to jagah
Ke har jagah ke har disha
Ke har jagah ke har disha
Woh jaanta hai mere yaar.

More songs lyrics from Kyun Dooriyan.