Woh Din Ab Na Rahe Lyrics

"Woh Din Ab Na Rahe" lyrics from Banwasi and music directed by ram ganguly and composed by ram ganguly and lyrics written by pandit narendra sharma

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Woh Din Ab Na Rahe Lyrics


Aa woh din ab na rahe
Woh din ab na rahe
Woh din ab na rahe
Woh din ab na rahe
Woh madhuban madhuban
Woh peepal chhaiya
Peepal chhaiya
Woh van ke jhule
Woh bal baiyya bal baiyya

Mere rahe na mere saiyyan
Mere rahe na mere saiyyan
Mann haara sansaarban gaya
Woh din ab na rahe aa

Aankhon mein
Jo mann mein agare
Mann mein agare
Yaad meethi aansu
Saare aansu saare
Lab chup hain
Par jeeya pukaare
Jeeya pukaare
Ulati huyi reeti jeevan ki
Karan kaun kahein
Woh din ab na rahe aa

Van ka patta patta gaata
Bite din ka jhutha naata
Jhutha naata
Jo jaata phir kabhi na aata
Jo jaata phir kabhi na aata
Lauta kabhi wo saare
Tum bichhade mann mein
Woh din ab na rahe.

More songs lyrics from Banwasi.