Woh Chandani Ka Badan Khushboo Lyrics

"Woh Chandani Ka Badan Khushboo" lyrics from Farmaish sung by anup jalota and music directed by anup jalota and composed by anup jalota

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Woh Chandani Ka Badan Khushboo Lyrics


Zindagi zindagi nahin hoti
Moat ki dhamkiya na do mujhko
Moat kya zindagi nahin hoti
Woh chandani ka badan
Khushboo o ka saya hain
Woh chandani ka badan
Khushboo o ka saya hain
Bahot aziz hamein hain
Magar paraya hain
Woh chandani ka badan
Khushboo o ka saya hain
Bahot aziz hamein hain
Magar paraya hain
Woh chandani ka badan
Khushboo o ka saya hain

Tum itani door sitaron ke
Paas rehate ho
Tum itani door sitaron ke
Paas rehate ho
Tum itani door sitaron ke
Paas rehate ho
Tumhein khuda ne
Hamare liye banaya hain
Woh chandani ka badan
Khushboo o ka saya hain
Bahot aziz hamein hain
Magar paraya hain
Woh chandani ka badan
Khushboo o ka saya hain

Usse kisi ki mohabbat ka
Aitabaar nahin
Usse kisi ki mohabbat ka
Aitabaar nahin
Usse kisi ki mohabbat ka
Aitabaar nahin
Usse zamane mein sayad
Bahot sataya hain
Woh chandani ka badan
Khushboo o ka saya hain
Bahot aziz hamein hain
Magar paraya hain
Woh chandani ka badan
Khushboo o ka saya hain

Kahan se aayi ye khushboo
Ye ghar ki khushboo hain
Kahan se aayi ye khushboo
Ye ghar ki khushboo hain
Iss ajnabee se andhere mein
Koan aaya hain
Woh chandani ka badan
Khushboo o ka saya hain
Bahot aziz hamein hain
Magar paraya hain
Woh chandani ka badan
Khushboo o ka saya hain

Tamaam umra mera dam isi
Dhuen mein ghuta
Tamaam umra mera dam isi
Dhuen mein ghuta
Tamaam umra mera dam isi
Dhuen mein ghuta
Woh ik charag maine
Usse bujhaya hain
Woh chandani ka badan
Khushboo o ka saya hain
Bahot aziz hamein hain
Magar paraya hain
Woh chandani ka badan
Khushboo o ka saya hain.

More songs lyrics from Farmaish.