Woh Chandani Ka Badan Lyrics

"Woh Chandani Ka Badan" lyrics from Introducing... Chandan Dass sung by chandan dass and music directed by chandan dass and composed by chandan dass and lyrics written by dr. bashir badr

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Woh Chandani Ka Badan Lyrics


Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain
Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain
Bahot aziz hamein hain magar paraya hain
Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain

Utar bhi aao kabhi aasmaan ke seene se
Utar bhi aao kabhi aasmaan ke seene se
Tumhein khuda ne hamare liye banaya hain
Bahot aziz hamein hain magar paraya hain
Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain

Use kisi ki mohabbat ka aitbaar nahi
Use kisi ki mohabbat ka aitbaar nahi
Use zamane ne sayad bahot sataya hain
Bahot aziz hamein hain magar paraya hain
Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain

Tamaam umra mera dam isi dhuye mein ghuta
Tamaam umra mera dam isi dhuye mein ghuta
Woh ik charag thaa maine use bujhaya hain
Bahot aziz hamein hain magar paraya hain
Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain.

More songs lyrics from Introducing... Chandan Dass.