Woh Aa Rahe Hain Lyrics

"Woh Aa Rahe Hain" lyrics from Ladka Ladki sung by usha khanna and music directed by madan mohan kohli and composed by madan mohan kohli and lyrics written by rajendra krishan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Woh Aa Rahe Hain Lyrics


Woh aa rahe hain samane se
Chand no jawa
Karte hai baat se to jaise
Tis maar khan
Laila ki ungaliya hai ya
Majanu ki pasliya
Chalta nahi hai pata ke hai
Ladke hai ya ladkiya
Ke hailadke hai ya ladkiya
Ke hailadke hai ya ladkiya
Hey kamal ho ya kamala
Bimal ho ya bimala
Batate jana sarkar
Nahi to hum samjhege
Ki channa jor garam

Kamal ho ya kamala
Bimal ho ya bimala
Batate jana sarkar
Nahi to hum samjhege
Ki channa jor garam

Ye kaun ke thekedar
Banege kya kahna
Ye desh ke pehare dar
Banege kya kahna
Hari nisani aur pila chehera
Aur na laahu badan mein
Julf gira ke mathe pe
Ye khak ladege
Channa jor garam
Kamal ho ya kamala
Bimal ho ya bimala
Batate jana sarkar
Nahi to hum samjhege
Ki channa jor garam

Ladki dekhi khas liya
Bhai khub kiya
Ladki dekhi khas liya
Bhai khub kiya
Aaji kya badiya romance kiya
Bhai khub kiya
Shuku shuku gaate gaate
Ho gayi suku
Channa jor garam
Kamal ho ya kamala
Bimal ho ya bimala
Batate jana sarkar
Nahi to hum samjhege
Ki channa jor garam

Chidi mar ka pahlwan
Tum jiyo jiyo
Aasi pond ke no jawan
Tum jiyo jiyo
Chidi mar ka pahlwan
Tum jiyo jiyo
Aasi pond ke no jawan
Tum jiyo jiyo
Tumse kya banduk uthegi
Kya chalegi talwar
Dusman ager aa jaye to
Pahna dena haar
Channa jor garam
Kamal ho ya kamala
Bimal ho ya bimala
Batate jana sarkar
Nahi to hum samjhege
Ki channa jor garam.

More songs lyrics from Ladka Ladki.