Wo Unka Muskurana Lyrics

"Wo Unka Muskurana" lyrics from Sangram sung by arun kumar and music directed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and composed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and lyrics written by brajendra gaud

Singer(s):
Lyricist(s):

Wo Unka Muskurana Lyrics


Wo unka muskurana
Sharmaana chale jana
Wo unka muskurana
Sharmaana chale jana
Yun baat hai zaraa si
Par ban gayaa afsaana
Yun baat hai zara si
Par ban gaya afsaana

Ham unse bekhabar the
Behosh the gaafil the
Ab hosh jo aayaa to
Dil hi huaa deewaana
Ab hosh jo aayaa to
Dil hi huaa deewaana
Yun baat hai zaraa si
Par ban gayaa afsaana
Yun baat hai zaraa si
Par ban gaya afsaana

Ham jinke ho chuke hain
Wo jaanen ya na jaane
Apne kiye pe hamne
Seekha nahin pachhtana
Apne kiye pe hamne
Seekha nahin pachhtana
Yun baat hai zara si
Par ban gaya afsaana
Yun baat hai zara si
Par ban gaya afsaana
Wo unka muskurana
Sharmaana chale jaana
Wo unka muskurana
Sharmaana chale jaana
Yun baat hai zara si
Par ban gaya afsaana
Yun baat hai zara si
Par ban gaya afsaana.

More songs lyrics from Sangram.