Wo To Maine Jhooth Bola Tha Lyrics

"Wo To Maine Jhooth Bola Tha" lyrics from Swarag Se Sunder sung by asha bhosle, kishore kumar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Wo To Maine Jhooth Bola Tha Lyrics


Wo din yaad karo
Arey wo din yaad karo
Wo din yaad karo
Arey wo din yaad karo
Dekh ke mujhko jab tumhara
Dekh ke mujhko
Jab tumhara dil dola tha
Arey wo to maine

Arey wo to maine jooth bola tha
Arey wo to maine jooth bola tha
Wo din yaad karo
Arey wo din yaad karo
Tum mujhpe marti ho
Tumne hi ye bhed khola tha
Arey wo to maine
Arey wo to maine jooth bola tha
Arey wo to maine jooth bola tha

Aur kisi ko bhi de doon
Dil tumko nahin dena hain
Aur kisi ko bhi de doon
Dil tumko nahin dena hain
Dil ko chhodo naam
Bhi tumhara nahin lena hain
Kya kuch kaha meri
Ulfat ka bhadka jo shola tha
Arey wo to maine
Arey wo to maine jooth bola tha
Arey wo to maine jooth bola tha

Main aur tumse pyar karu
Main aur tumse pyar karu
Is dhoke mein mat rahna
Kya kya kya kya
Thik se maine suna nahin
Kya kaha phir se kahna
Nain traju mein mere
Pyar ko kyu tumne tola tha
Arey wo to maine
Arey wo to maine jooth bola tha
Arey wo to maine jooth bola tha

Jooth tumne sach mana
Dosh tumhara apna hain
Jooth ko tumne sach mana
Dosh tumhara apna hain
Bhul gaya ek kisa tha
Tut gaya ek sapna tha
Sapne me ek rat jage the
Sath tumne ghunghat khola tha
Arey wo to maine
Arey wo to maine jooth bola tha
Arey wo to maine jooth bola tha

Wo din yaad karo arey
Wo din yaad karo
Tum mujhpe marti ho
Tumne hi ye bhed khola tha
Arey wo to maine
Arey wo to maine sach bola tha
Arey maine bhi to sach bola tha
Arey wo to maine sach bola tha
Arey maine bhi to sach bola tha.

More songs lyrics from Swarag Se Sunder.