Wo Pari Kahaan Se Laaun Lyrics

"Wo Pari Kahaan Se Laaun" lyrics from Pehchan sung by mukesh chand mathur (mukesh), sharda rajan iyengar, suman kalyanpur and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by verma malik

Lyricist(s):

Wo Pari Kahaan Se Laaun Lyrics


Wo pari kahaan se laaun
Teri dulhan jise banaaun
Ki gori koi pasand
Na aaye tujhako
Ki chhori koi pasand
Na aaye tujhako
Wo pari kahaan se laaun
Teri dulhan jise banaaun
Ki gori koi pasand
Na aaye tujhako
Ki chhori koi pasand
Na aaye tujhako

Ye to meri hai saheli
Dilavaali alabeli
Jaise motiyaa chameli
Jaise pyaar ki haveli
Solah saal ki umar
Kokaa kolaa si kamar
Ratti bhar bhi qasar
Kahi aaye na nazar

Kuchh huaa hai asar
Gol jude mein ye veni
Aur veni mein ye tahani
Kaise judiyo se ped ugaaye
Ye gagaaraam ke
Samajh mein na aaye
Wo pari kahaan se laaun
Teri dulhan jise banaaun
Ki gori koi pasand
Na aaye tujhako
Ki chhori koi pasand
Na aaye tujhako

Aankh jisaki hai billi
Naam usakaa hai lilli
Aise kajare ki dhaar
Jaise tikhi talavaar
Dekh hotho kaa ye
Rang chalane kaa dhang
Kate agrezi baal baandhaa
Resham kaa rumaal

Bolo kyaa hai khayaal
Ise jab liyaa taq
Mera dil huaa faq
Chhori ho ke hajaamat karaaye
Ye gagaaraam ke
Samajh me na aaye
Wo pari kahaan se laaun
Teri dulhan jise banaaun
Ki gori koi pasand
Na aaye tujhako
Ki chhori koi pasand
Na aaye tujhako

Naam uska kamal
Jese ganne ki phasal
Jese khilta gulab dekh
Pura hai panjab
Dekh rup ki umang
Jese hirani ka rang
Jese mithi ho khjur
Aisa mukhade pe noor
Bol hai manjoor

Ye to nache cham cham
Mera nikle hai dum
Ise bhangada kon nachae
Ye ganga raam ki
Amaj mein na aaye
Wo pari kahaan se laaun
Teri dulhan jise banaaun
Ki gori koi pasand
Na aaye tujhako
Ki chhori koi pasand
Na aaye tujhako

Ye to sindh se hai aayi
Kari b a ki phadhai
Tang kurta payjaama
Ye to chokari hungama
Jese titali ke ang
Jese udti patang
Jese koyal ki kook
Jese khile khosbo
Kehati i love you
Hekad bhu hekad bhu
Ek tu hi tu tu hi tu
Ese nakhare kon uthae
Ye ganga raam ki
Amaj mein na aaye
Wo pari kahaan se laaun
Teri dulhan jise banaaun
Ki gori koi pasand
Na aaye tujhako
Ki chhori koi
Pasand na aaye tujhako

Na ye dil ki hai choti
Na ye pyaar ki hai khoti
Jara ho gai hai moti
Tabhi lagti hai choti
Dekho uske masal
Ghi khaati hai asal
Tere kheto mein ye jaae
Tere hal bhi ye chalaae
Tere bade kaam aaye

Muje karo na heran
Ye to lage pahelwaan
Ise kasrat kon karaye ye
Ye ganga raam ki
Amaj mein na aaye
Wo pari kahaan se laaun
Teri dulhan jise banaaun
Ki gori koi pasand
Na aaye tujhako
Ki chhori koi pasand
Na aaye tujhako

Chhodo ye to hai nadan
Kare sabko haraan
Nahi samje ga pyaar
Ye to hai bilkul gavaar
Ise rehne do kavaara
Phir ne do mara mara
Aao hum sb jaaye
Maja isko chakhaye
Hose iske udaaye
Ye hot jab kole
Baar baar ye hi bole
Ye ganga raam ki
Amaj mein na aaye
Ye ganga raam ki amaj.

More songs lyrics from Pehchan.