Wo Muqaddar Na Raha Lyrics

"Wo Muqaddar Na Raha" lyrics from Shirin Farhad sung by jahan ara kajjan and lyrics written by agha hashra kashmiri

Singer(s):
Lyricist(s):

Wo Muqaddar Na Raha Lyrics


Wo muqaddar na raha aur
Wo zamana na raha
Tum jo begaane huye
Koi ya gana na raha
O zami tu hi lab e gaur
Se itna kah de
Aa meri god me gar
Koi thikana na raha

Jisaki ummid me jite
The khafaa hai wo bhi
Ai azal baki koi ab to
Bahana na raha
Raham kar raham kar ki
Ye ishq sitam hai mujh par
Tir phir kis pai chalege
Jo nishana na raha.

More songs lyrics from Shirin Farhad.