Wari Wari Jawaan Lyrics

"Wari Wari Jawaan" lyrics from Kohram sung by amanat ali and music directed by ali mustafa and composed by ali mustafa

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Wari Wari Jawaan Lyrics


Teri nazar asar kare dil pe
Teri ada juda lage sabase
Teri nazar asar kare dil pe
Teri ada juda lage sabase
Tere pyaar main
Main wari wari jawaan
Main wari wari jawaan
Main wari wari jawaan
Main wari wari jawaan
Main wari wari jawaan

Tere khayalo main ab to in haalo main
Kaise jeeyu main jara tu bata
Hai raat mastani thodi deewani
Aa jhumke naaje o meri jaan
Dil pe jor chalata nahin
Koi kuch bhi kahen dil sambhata nahin
Tere pyaar main
Main wari wari jawaan
Main wari wari jawaan
Main wari wari jawaan
Main wari wari jawaan
Main wari wari jawaan

Teri in aankho main koi to jadu hai
Dekhe tu jabhi mujhe pyaar se
Teri in baato se yeh dil bhi dekabu hai
Kaise jeeyu ab yeh dil haarke
Tere sang sang rahu dil ki chahat hai yeh
Tujhe sochu sada ab to adat hai yeh
Tere pyaar main sanam
Main wari wari jawaan
Main wari wari jawaan
Main wari wari jawaan
Main wari wari jawaan
Main wari wari jawaan

Teri nazar asar kare dil pe
Teri ada juda lage sabase
Teri nazar asar kare dil pe
Teri ada juda lage sabase
Tere pyaar main
Main wari wari jawaan
Main wari wari jawaan
Main wari wari jawaan
Main wari wari jawaan
Main wari wari jawaan.

More songs lyrics from Kohram.