Waqt Thoda Sa Abhi Lyrics

"Waqt Thoda Sa Abhi" lyrics from Seema sung by asha bhosle, kishore kumar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)

Singer(s):

Waqt Thoda Sa Abhi Lyrics


Waqt thoda sa abhi
Kuch aur guzar jane de
Dil me uthta huya
Tufan thahar jane de
Aur thodi der dekh
Lene de ye chehra
Zindagi bhar ki thkan
Dil se utar jane de

Waqt thoda sa abhi
Kuch aur guzar jane de
Dil me uthta huya
Tufan thahar jane de
Aur thodi der dekh
Lene de ye chehra
Zindagi bhar ki thkan
Dil se utar jane de
Waqt thoda sa abhi
Kuch aur guzar jane de

Teri masum jawani
Ka hai ehsas mujhe
Phir bhi baitha le
Ghadi bhar ke
Liye pas mujhe rani
Teri masum jawani
Ka hai ehsas mujhe
Phir bhi baitha le
Ghadi bhar ke
Liye pas mujhe rani
Tan ki duri na rahe
Man ka milan ho sacha
Pyar ki aag me tan
Man ko nikhar jane de

Waqt thoda sa abhi
Kuch aur guzar jane de
Dil me uthta huya
Tufan thahar jane de
Aur thodi der dekh
Lene de ye chehra
Zindagi bhar ki thkan
Dil se utar jane de
Waqt thoda sa abhi
Kuch aur guzar jane de

Teri aankho ke kamal
Chum lu to chain mile
Teri baho me zara jhum
Lu to chain mile raja
Teri aankho ke kamal
Chum lu to chain mile
Teri baho me zara jhum
Lu to chain mile raja
Chand ghadiya mil
Gayi jo zindagi se humko
Apni baho ki pnaho
Me guzar jane de

Waqt thoda sa abhi
Kuch aur guzar jane de
Dil me uthta huya
Tufan thahar jane de
Aur thodi der dekh
Lene de ye chehra
Zindagi bhar ki thkan
Dil se utar jane de
Waqt thoda sa abhi
Kuch aur guzar jane de.

More songs lyrics from Seema.