Waqt Ka Ye Parinda Lyrics

"Waqt Ka Ye Parinda" lyrics from Shikhar sung by jaswant singh and music directed by nikhil, vinay and composed by nikhil, vinay

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Waqt Ka Ye Parinda Lyrics


Waqt ka ye parinda ruka hain kahan
Main thaa paagal jo usko bulata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha

Waqt ka ye parinda ruka hain kahan
Main thaa paagal jo usko bulata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Waqt ka ye parinda ruka hain kahan

Lautta tha main jab pathshal sa ghar
Apne hatho se khana khilati thi maan
Raat apni mamta ke aanchal tale
Thapki deke mujhko sulati maa
Soch ke dil mein ek tees uthati rahi
Raat bhar dard mujhko jagata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Waqt ka ye parinda ruka hain kahan

Sab ki aankhon mein aansu chhalk aaye the
Jab ravana huaa thaa seher ke liye
Kuch ne maangi duaaye ke main khush rahoon
Kuch ne mandir mein jaakar jhalaye deeye
Ek main banuga bada aadmi
Ye tashvoor unhe ghud ghudata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Waqt ka ye parinda ruka hain kahan

Maa ye likhati hain harbaar khat mein mujhe
Laut aa mere bete tujhe hain kasam
Tu gaya jabse pardesh bechain hoon
Neend aati nahi bhookh lagti hain kam
Kitana chaha na rou magar kyaa karoon
Khat meri maa ka mujhko rulata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha

Waqt ka ye parinda ruka hain kahan
Main thaa paagal jo usko bulata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha.

More songs lyrics from Shikhar.