Wakda Lyrics

"Wakda" lyrics from Aiyyaa sung by amit trivedi and music directed by amit trivedi and composed by amit trivedi and lyrics written by amitabh bhattacharya

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Wakda Lyrics


Haye kudrat ne kundli
Main jo likha hai woh
Chahe jo ho jaaye na fail hoga
Hey dakhin ka makhkhan
Kha ke dulha aa gaya he hhe
Tuneri nulgi se mail ho gaya
Takdeer ne dekha
Hai aankh mari re
Atrang yeh milan bada hai

Wakda re wakda
Jo dekha na kabhi
Bau chhakka hai sabhi
Wakda re wakda
Wakda hai yeh zara
Wakda re wakda
Jo dekha na kabhi
Bau chhakka hai sabhi
Wakda re wakda
Hai wakda hai yeh
Zara wakda wakda

Sabhi sage sambandhi
Ko suswagatham
Suswagatham suswagatham
Rishton ki thuk bandiyon
Suswagatham suswagatham
Suswagatham ho
Baji re shehnai
Sab jan ko ho
Badhaai re badhaai
Package mein ho ho
Ek mein free ho ho
Doosri ho ho hai
Sagaai re sagaai
Yeh lagan ka shang
Magan bada hai

Wakda re wakda
Jo dekha na kabhi
Bau chhakka hai sabhi
Wakda re wakda
Yeh aakda hai yeh zara
Wakda re wakda
Jo dekha na kabhi
Bau bau bau
Chhakka hai sabhi
Wakda re wakda
Hai aakda hai yeh
Zara wakda wakda
Wakdare wakda
Wakdare wakda.

More songs lyrics from Aiyyaa.