Wah Wah Kare Yeh Lyrics

"Wah Wah Kare Yeh" lyrics from Chahoonga Main Tujhe sung by sudesh bhonsle, vinod rathod and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Wah Wah Kare Yeh Lyrics


Wah wah kare ye saari
Duniya aisa koi kaam kar ja
Tujhpe karu main naj
Tu roshan mera naam kar ja
Chal uth jara mere sath chal
Manzil se bhi tu age nikal
Wah wah kare ye saari
Duniya aisa koi kaam kar ja

Kabhi hawa idhar se chalti hai
Kabhi hawa udhar se chalti hai
Tu soch raha hai kya pyare
Tu soch raha hai kya pyare
Duniya har roz badlati hai
Ho duniya ke sath tu bhi badal
Duniya ke sath tu bhi badal
Wah wah kare ye saari duniya
Aisa koi kaam kar ja

Jine ke liye tayar hai tu
Ab phool nahi hai har hai tu
Jine ke liye tayar hai tu
Ab phool nahi hai har hai tu
Jo samne tere ayega
Kat jayega talwar hai tu
Baato mein chal baho mein bal,
Baato mein chal baho mein bal
Wah wah kare ye sari
Duniya aisa koi kaam kar ja

Ho gujre wakt ki yad ho tum
Ek rab hai rab ke bad ho tum
Main tumse age nikal gaya
Satir hu main ustad ho tum
Main aj hoon or tum ho kal
Ye hai teri mehnat ka fal
Wah wah kare ye saari
Duniya aisa koi kaam kar ja
Tujhpe karu main naj
Tu roshan mera naam kar ja
Chal uth jara mere sath chal
Manzil se bhi tu age nikal
Wah wah kare ye saari
Duniya aisa koi kaam kar ja.

More songs lyrics from Chahoonga Main Tujhe.