Wah Kya Kamar Hai Lyrics

"Wah Kya Kamar Hai" lyrics from Vardi sung by amit kumar and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Wah Kya Kamar Hai Lyrics


Uf uf kya mal hai yaar kya mal hai
Kya chal hai apna bura hal hai bhai
Pata dal pata dal magar kaise
Arey filmi heero ke mafikas
Siti mar aur gus ja
Arey siti mar aur ghus ja ghus
Aye wah wah kya kamar hai,
Hey toba kya nazar hai
Arey wah wah kya kamar hai,
Toba kya nazar hai
Patli kamar ne tirchhi nazar ne
Hey patli kamar ne tirchhi nazar ne
Haye meri jaan li
Kya tujhko khabar hai
Aye wah wah kya kamar hai
Aye wah wah kya kamar hai,
Toba kya nazar hai
Patli kamar ne tirchhi nazar ne
Patli kamar ne tirchhi nazar ne
Haye meri jaan li
Kya tujhko khabar hai
Wah wah kya kamar hai,
Wah wah kya kamar hai,
Toba kya nazar hai

Aawara lofar mawali na na na madam
Mai aapka heero lover fighter writer
Hey maine likhi ek kahani naam hai iska
Haye jawani, tera pichha kaise chhodu
Mai hu pyasa tu hai pani
Bas ye samjh le main pani mein,
Bas ye samjh le main pani mein
Aag lgane aaya hoon
Wah wah kya kamar hai,
Toba kya nazar hai
Aye wah wah kya kamar hai,
Toba kya nazar hai
Aau, arey bap kya hath hai
Bapu ye din hai ke rat hai
Arey munna aisi thode
Prem kahani kahte hai
Khud ko raja usko rani kahte hai

Har dil wala naam hai
Kala is nagin ko das na jaye
Mere badle koi duja,
Tere dil mein bas na jaye
Tere dil pe apne naam ki,
Tere dil pe apne naam ki
Mohar lagne aaya hoon
Wah wah kya kamar hai,
Toba kya nazar hai
Arey wah wah kya kamar hai,
Toba kya nazar hai
Phir padi main kaha hoon
Abhi tak to aap hamari
God mein hai wo kaha hai

Daye baye upar niche
Tere pichhe bhaga hoon main
Julfo jaisi lambi kali
Kitni rate jaga hoon main
Teri aankho se main teri,
Teri aankho se main teri
Nind churane aaya hoon
Wah wah kya kamar hai,
Arey toba kya nazar hai
Aye wah wah kya kamar hai,
Toba kya nazar hai
Patli kamar ne tirchhi nazar ne
Arey patli kamar ne tirchhi nazar ne
Haye meri jaan li kya tujhko khabar hai
Wah wah kya kamar hai
Arey wah wah kya kamar hai,
Toba kya nazar hai
Patli kamar ne tirchhi nazar ne
Patli kamar ne tirchhi nazar ne
Haye meri jaan li kya tujhko khabar hai
Aye wah wah kya kamar hai,
Wah wah kya kamar hai,
Toba kya nazar hai.

More songs lyrics from Vardi.