Wafa Ki Rah Lyrics
"Wafa Ki Rah" lyrics from Aanchal Tera Dhalka Hua sung by abhijeet bhattacharya and music directed by nadeem saifi, shravan rathod and composed by nadeem saifi, shravan rathod and lyrics written by hasrat jaipuri
Wafa Ki Rah Lyrics
Wafa ki rah mein mar kar
Tumhe dikha dunga
Wafa ki rah mein mar kar
Tumhe dikha dunga
Tumhari mang sitaro
Se main saja dunga
Wafa ki rah mein mar kar
Tumhe dikha dunga
Tum aisa phool
Jisko gulab kahte hain
Tum aisa phool
Jisko gulab kahte hain
Tum aisa roop ho
Hum aaftab kahte hain
Tumhare ppyra mein
Zindagi luta dunga
Tumhari mang sitaro
Se main saja dunga
Wafa ki rah mein mar kar
Tumhe dikha dunga
Main apne hath se dulhan
Tumhe banaunga
Main apne hath se dulhan
Tumhe banaunga
Tumahri mang mein
Sindur bhi sjaunga
Yeh mera pyar kaha tak hain
Main dikha dunga
Tumhari mang sitaro
Se main saja dunga
Wafa ki rah mine mar kar
Tumhe dikha dunga
Wafa ki rah mein mar kar
Tumhe dikha dunga.
More songs lyrics from Aanchal Tera Dhalka Hua.