Wadon Ki Suhani Shaam Lyrics

"Wadon Ki Suhani Shaam" lyrics from Kaun Sachcha Kaun Jhootha sung by kumar sanu, preeti uttam singh and music directed by rajesh roshan and composed by rajesh roshan and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Wadon Ki Suhani Shaam Lyrics


Wadon ki suhani shaam hain
Hotho pe tumhara naam hain
O mere sanam chahat ki kasam
Chahun tumhen iske siva
Aur kyaa kaam hai
Wadon ki suhani shaam hain
Hotho pe tumhara naam hain
O mere sanam chahat ki kasam
Chahun tumhen iske siva
Aur kyaa kaam hai

Mushkil se pyar ka hasee
Mauka hamein mila
Saanso ki pyas keh rahi
Adhron ka ras peela
Han mushkil se pyar ka hasee
Mauka hamein mila
Saanso ki pyas keh rahi
Adhron ka ras peela
Behka hain samaa
Tanhaa hum yahaan
Chahun tumhein iske
Siva aur kya kaam hai

Hum dono beqaraar hain
Dil bekhayal hai
Mera jo haal hain wahin
Tera bhi haal hain
Hum dono beqaraar hain
Dil bekhayal hai
Mera jo haal hain wahin
Tera bhi haal hain
Mere humnava
Sab kuch bhool jaa
Chahun tumhein iske siva
Aur kya kaam hai
Wadon ki suhani shaam hain
Hotho pe tumhara naam hain
O mere sanam chahat ki kasam
Chahun tumhen iske siva
Aur kyaa kaam hai.

More songs lyrics from Kaun Sachcha Kaun Jhootha.