Wada Nahi Karte Kisi Se Lyrics

"Wada Nahi Karte Kisi Se" lyrics from Prem Bandhan sung by lata mangeshkar, mahendra kapoor and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Wada Nahi Karte Kisi Se Lyrics


Kise kehte hai shikwa or
Kise fariyad kehte hai
Nahi saheb nahi
Humko mubarak
Baat kehte hai

Sitam bhi apka
Kuch kam nahi hai
Ik nawazish hai
Magar hum badnaisbo ki
Magar hum badnaisbo ki
Fakat itni gujarish hai
Gujarish hai gujarish hai
Ke wada nahi nahi nahi
Wada nahi nahi
Nahi wada nahi
Aahe nahi nahi
Wada nahi karte kisi se
Wada nahi wada
Nahi karte kisi se
Wada nahi karte
Hai to nibhate hai
Bhai wada nahi karte
Kisi se wada nahi
Wada kisi se karna
Wada kisi se karna or
Ho kisi ka jana jana
Wada nahi karte kisi se
Wada nahi

Wada kisi se karna
Or ho kisi ka jana
Ye kam nahi hai
Jalim jalim dastur
Ashiqana wada nahi karte
Kisi se wada nahi
Karte hai to nibhate
Hai bhai wada
Nahi wada nahi karte
Kisi se wada nahi
Karte kisi se wada nahi

Ye kissa hai purana
Gaya guzra zamana
Kabhi tum the humare
Kabhi hum the tumahre
Hui gairo si yari
Jagah thi jo humari
Vo tumne cheen li
Hai badi toheen ki hai
Kinare lake duboye
Hame tumne duboya
Agar yahi wafa hai
Magar hui khata hai
Hui ye bhul hamse
Hame marna tha gamse
Zinda agar rahenge
Duniya se ye kahenge

Mar jana zehar kha
Ke lekin na dil lagana
O jana wada nahi
Karte kisi se wada nahi
Karte hai to nibhate
Hai bhai wada nahi
Karte kisi se wada nahi
Nahi nahi wada nahi
Karte kisi se wada nahi
Sabab humne na
Jana bana kar tum bahana
Taluk tod aye
Shehair vo chod aye
Nai duniya basa
Li nai mehfil saja li
Khabar bhi di na
Chithi bani sab fool miti
Tumahri berukhi se
Sharafat ki kami se
Hua ye pyar ruswa
Sare bazar ruswa
Nazar humse milao
Kare hum kya batao
Sajde me sar jhukaya
Rutha khuda manaya
Tum ase humse ruthe
Ruthe mushkil hua manana
Wada nahi karte
Kisi se wada nahi
Nahi nahi wada nahi
Karte kisi se wada
Nahi nahi nahi wada
Nahi karte kisi se wada nahi
Nahi nahi wada nahi
Karte kisi se wada nahi.

More songs lyrics from Prem Bandhan.