Waah Tera Kya Kehna (Title) Lyrics

"Waah Tera Kya Kehna (Title)" lyrics from Waah! Tera Kya Kehna sung by kavita krishnamurthy, roop kumar rathod and music directed by jatin pandit, lalit pandit and composed by jatin pandit, lalit pandit and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Waah Tera Kya Kehna (Title) Lyrics


Apne ruk se zara parda
jo hataya humne
Chaand sa chehra jo
mehfil ko dikhaya hummne
Kisi ki aankh jhuk gayi
jhuk gayi jhuk gayi
Kisi ki saas ruk gayi
ruk gayi ruk gayi
Kisi ki aankh jhuk gayi
jhuk gayi jhuk gayi
Kahin chilman sark gaya
kisi ka dil dhadak gaya
Kahin chilman sark gaya
kisi ka dil dhadak gaya
Hum aagaye mehfil mein
aayega ab maza ab maza ab maza

Aage aage dehkiye hota hai kya
Aage aage dehkiye hota hai kya
Aage aage dehkiye hota hai kya
Aage aage dehkiye hota hai kya
Waah tera kya kehna
are waah tera kya kehna
Waah tera kya kehna
waah waah tera kya kehna

Hum to woh hai jo
nazaro ka pata dete hai
Chaand taro ka sitrao
ka pata dete hai
Zid pe aajaye to sholo
ko buja dete hai
Hum to pani mein bhi
ek aag laga dete hai
Aise aashiq ko aise
aashiq ko hum ungli
pe nacha dete hai
Sir karhte hi nahin
karke dekha dete hai
Tum ko is tarah mitaayenge
nishaani na mile
Tum ko aisi jaga mare
jahan pani na mille
Hum ko maasoom na
samjho ke ham chalak bhi hai
Jitne bhole hai utne hi
khatarnak bhi hai

Are ifthadaye ishq hai
rota hai kya rota hai kya
Aage aage dekhiye hota hai kya
Aage aage dekhiye hota hai kya
Waah tera kya kehna
are waah tera kya kehna
Waah tera kya kehna
waah waah tera kya kehna

Aise waise kaise kaise
ho gaye kaise kaise
aise waise ho gaye
Mit gaye humko
zamane se mitane wale
Bujh gaye shama ke
maneent bujhane wale
Khaakh mein mil gaye
khud khaakh banane wale
Qatl khud ho gaye
talwar dikhane wale
Chamke sakta hai yeh
jugnu ujala kar nahin sakte
Uda ke khaakh suraj ko
yeh andha kar nahin sakte
To arz hai jo khud ko rahe
wafa mein mita nahin sakte
Kabhi woh manzile
maksood pa nahin sakte
Yeh char roz ki
talwaar bandhne wale

Kabhi hawa mein mukafil
mein aa nahin sakte
Kabhi bhi aa nahin sakte
Kabhi bhi aa nahin sakte
Aahosh mein bekhabar
sota hai kya sota hai kya
Aage aage dekhiye hota hai kya
Aage aage dehhiye hota hai kya

Khuda kare ki haseeno
ke baap mar jaayein
Khuda kare ki haseeno
ke baap mar jaayein
Aur hamare waste maidan
saaf kar jaayein hak hai hak hai
Waah tera kya kehna
are waah tera kya kehna
Waah tera kya kehna
waah waah tera kya kehna

Oh jaaneman jaaneman jaaneman
Jaaneman dekh aazmaaiye
mein moch aa jaayegi kalayi mein
Saamne aao jo dulhan banke
jaan de de gaye mu dekahyi mein
Jo acche hai unki kahani bhi achchi
Ladkapan bhi achcha jawani bhi achchi
Tere teer ko kyon na dil mein jaga de
Tere teer ko kyon na dil mein jaga de
Nishana bhi achcha nishani bhi achchi
Nishana bhi achcha
nishani bhi achchi

Tum apnni chahaton ko
ek haseen mod do
Logo pe tomate lagana chhod do
Hota wohi hai jo manjure
khuda hota hai
Taakat aur guroor ka
ab sheesha tod do
Yeh sheesha tod do tum
yeh sheesha tod do
Allah miya ko sab patha hai
socha hai kya socha hai kya
Aage aage dehkiye hota hai kya
Aage aage dehkiye hota hai kya
Aage aage dehkiye hota hai kya
Aage aage dehkiye hota hai kya
Aage aage dehkiye hota hai kya
Aage aage dehkiye hota hai kya.

More songs lyrics from Waah! Tera Kya Kehna.