Vada Karke Wo Na Aane Ka Hunar Jante Hain Lyrics

"Vada Karke Wo Na Aane Ka Hunar Jante Hain" lyrics from Khwaab sung by richa and music directed by k. s. narula and composed by k. s. narula and lyrics written by nazar kanpuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Vada Karke Wo Na Aane Ka Hunar Jante Hain Lyrics

Vada karke wo na aane ka hunar jante hain

Juthi kasme bhi to khane ka hunar jante hain

Vada karke…

Tohmate aati wafa daari pe warna hum bhi

Apne daaman ko bachane ka hunar jante hain
Apne daaman ko bachane ka hunar jante hain
Juthi kasme bhi to khane ka hunar jante hain
Vada karke wo na aane ka hunar jante hain
Vada karke…

Khud sharafat ko takada hain nahi dekhe jawaan

Kya wahi rutha ke jaane ka hunar jante hain
Kya wahi rutha ke jaane ka hunar jante hain
Juthi kasme bhi to khane ka hunar jante hain
Vada karke wo na aane ka hunar jante hain
Vada karke…

Iss liye humse uljha te hain andhere nazar
Iss liye humse ukjha te hain andhere nazar
Hum charago ko jalane ka hunar jante hain
Hum charago ko jalane ka hunar jante hain
Juthi kasme bhi to khane ka hunar jante hain
Vada karke wo na aane ka hunar jante hain
Vada karke wo na aane ka hunar jante hain
Juthe kasme bhi to khane ka hunar jante hain
Vada karke wo na aane ka hunar jante hain
Vada karke..

More songs lyrics from Khwaab.