Utha Ke Neechi Nazar Lyrics

"Utha Ke Neechi Nazar" lyrics from Kaam Shastra sung by asha bhosle and music directed by brij bhushan sahni and composed by brij bhushan sahni and lyrics written by naqsh lyallpuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Utha Ke Neechi Nazar Lyrics


Utha ke nichi nazar
Maine jab salam kiya
Utha ke nichi nazar
Maine jab salam kiya
Meri adao ne mehfil
Me kattle aam kiya
Meri adao ne mehfil
Me kattle aam kiya
Utha ke nichi nazar
Maine jab salam kiya

Kisi ko ek hi pal
Me nai jawani di
Kisi ko ek hi pal
Me nai jawani di
Kisi ko ek hi pal
Me nai jawani di
Kisi ka jina zara der
Me haram kiya
Kisi ka jina zara der
Me haram kiya
Meri adao ne mehfil
Me kattle aam kiya
Utha ke nichi nazar
Maine jab salam kiya

Wo jisko maine uthaya
Tha apni mehfil se
Wo jisko maine uthaya
Tha apni mehfil se
Wo jisko maine uthaya
Tha apni mehfil se
Usiko pas bithane
Ka intzam kiya
Usiko pas bithane
Ka intzam kiya
Meri adao ne mehfil
Me kattle aam kiya
Utha ke nichi nazar
Maine jab salam kiya.

More songs lyrics from Kaam Shastra.