Uska Mere Ghar Aana Lyrics

"Uska Mere Ghar Aana" lyrics from Raaz-E-Ulfat sung by ahmed hussain, mohammed hussain and music directed by k.k. singh mayank and composed by k.k. singh mayank and lyrics written by k.k. singh mayank

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Uska Mere Ghar Aana Lyrics


Uska mere ghar aana
Uska mere ghar aana
Ban na jaaye afsana
Ban na jaaye afsana
Uska mere ghar aana
Uska mere ghar aana

Uski baat pe mat jaao
Uski baat pe mat jaao
Uski baat pe mat jaao
Uski baat pe mat jaao
Yaaro hain deewana
Yaaro hain deewana
Ban na jaaye afsana
Uska mere ghar aana
Uska mere ghar aana

Gairo se kyaa aash karein
Gairo se kyaa aash karein
Gairo se kyaa aash karein
Gairo se kyaa aash karein
Apna ho jab begana
Apna ho jab begana
Ban na jaaye afsana
Uska mere ghar aana
Uska mere ghar aana

Khaak ki soorat oddhata hain
Khaak ki soorat oddhata hain
Khaak ki soorat oddhata hain
Khaak ki soorat oddhata hain
Subah huyi to ghar aana
Subah huyi to ghar aana
Ban na jaaye afsana
Uska mere ghar aana
Uska mere ghar aana.

More songs lyrics from Raaz-E-Ulfat.