Us Bewafa Ki Yaad Mein Lyrics

"Us Bewafa Ki Yaad Mein" lyrics from Woh Bewafa sung by agam kumar nigam and music directed by nikhil and composed by nikhil and lyrics written by praveen bhardwaj

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Us Bewafa Ki Yaad Mein Lyrics


Uss bewafa ki yaad mein
Mar mar ke ji raha hoon
Uss bewafa ki yaad mein
Mar mar ke ji raha hoon
Main hoon nahi sharaabi
Dar dar ke pi raha hoon
Behlaau kaise dil ko,
Jab ghum ho behisaab
Achchi ho ya kharaab,
Sab kuchh hai abb sharaab
Achchi ho ya kharaab,
Sab kuchh hai abb sharaab
Uss bewafa ki yaad mein
Mar mar ke ji raha hoon
Main hoon nahi sharaabi
Dar dar ke pi raha hoon

Thoda pi leta hoon,
Thoda ji leta hoon
Dil ke inn jakhmon ko
Thoda si leta hoon
Kal mila tha unase
Yun hi bas raahon mein
Woh bahot hi khush thi
Gair ki baahon mein
Jakhmon se bar bhari hai
Abb dil ki yeh kitaab
Achchi ho ya kharaab,
Sab kuchh hai abb sharaab
Achchi ho ya kharaab,
Sab kuchh hai abb sharaab

Jindagi mushkil hai ji
Raha hoon phir bhi
Sab mana karate hai pi
Raha hoon phir bhi
Jab kabhi bhule se nind aa jaati hai
Woh mere khwaabon mein
Phir se chha jaati hai
Duniya sawaal puchhe
Kis kisko main du jawaab
Achchi ho ya kharaab,
Sab kuchh hai abb sharaab
Achchi ho ya kharaab,
Sab kuchh hai abb sharaab
Uss bewafa ki yaad mein
Mar mar ke ji raha hoon
Main hoon nahi sharaabi
Dar dar ke pi raha hoon
Behlaau kaise dil ko,
Jab ghum ho behisaab
Achchi ho ya kharaab,
Sab kuchh hai abb sharaab
Achchi ho ya kharaab,
Sab kuchh hai abb sharaab
Achchi ho ya kharaab,
Sab kuchh hai abb sharaab.

More songs lyrics from Woh Bewafa.