Uri Uri Baba Lyrics

"Uri Uri Baba" lyrics from Dushman Devta sung by usha uthup and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Uri Uri Baba Lyrics


Uri uri baba, uri uri baba
Uri uri baba baba

Pyar kiya hamne kiya kya bura kiya
Kon hain vo jisne yaha pyar na kiya
Pyar kiya hamne kiya kya bura kiya
Kon hain wo jisne yaha pyar na kiya
Uri uri baba, uri uri baba
Uri uri baba baba
Uri uri baba, uri uri baba
Uri uri baba baba

Pyar kiya hamne kiya kya bura kiya
Kon hain vo jisne yaha pyar na kiya
Uri uri baba, uri uri baba
Uri uri baba baba
Uri uri baba, uri uri baba
Uri uri baba baba
Pyar kiya hamne kiya kya bura kiya
Kon hain wo jisne yaha pyar na kiya
Uri uri baba, uri uri baba
Uri uri baba baba

Sara jahan dekhe magar
Kyu hamse aankhe churaye
Aankhe meri kehti hain kya
Tujhko samajh mein na aaye
Sara jahan dekhe magar
Kyu hamse aankhe churaye
Aankhe meri kehti hain kya
Tujhko samajh mein na aaye
Pyar na kiya to sanam ji ke kya kiya
Kon hain wo jisne yaha pyar na kiya
Uri uri baba, uri uri baba
Uri uri baba baba
Uri uri baba, uri uri baba
Uri uri baba baba

Duniya to kya ab maut ka
Kuch darr mujhko hain nahi
Ab to jaha tu sath hain
Jeena hain mujhko wohi
Sath agar tu nahi to
Zindagi mein kya
Duniya to kya ab maut ka
Kuch darr mujhko hain nahi
Ab to jaha tu sath hain
Jina hai mujhko wohi
Sath agar tu nahi to
Zindagi mein kya
Uri uri baba, uri uri baba
Uri uri baba baba
Uri uri baba, uri uri baba
Uri uri baba baba
Pyar kiya hamne
Kiya kya bura kiya
Kon hai wo jisne
Yaha pyar na kiya
Uri uri baba, uri uri baba
Uri uri baba baba
Uri uri baba, uri uri baba
Uri uri baba baba.

More songs lyrics from Dushman Devta.