Unhe Manzil Nahin Milti Lyrics

"Unhe Manzil Nahin Milti" lyrics from Vidyarthi sung by mohammed rafi and music directed by babu singh and composed by babu singh and lyrics written by madhukar bihari

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Unhe Manzil Nahin Milti Lyrics


Unhe manzil nahin milti
Jo kismat ke sahare hai
Hai unki zindaggi bhi maut
Jo himmat ko hare hai
Unhe manzil nahi milti
Jo kismat ke sahare hai
Unhe manzil nahi milti
Jo kismat ke sahare hai
Hai unki zindagi bhi maut
Jo himmat hare hai
Unhe manzil nahin milti
Jo kismat ke sahare hai

Bhale tufan takraye
Bhale tufan takraye
Teri kismat ki lahro se
Bhale tufan takraye
Teri kismat ki lahro se
Jinhe khud par
Jinhe khud par bharosha hai
Wo har dum hi tumhare hai
Jinhe khud par bharosha hai
Wo har dum hi tumhare hai
Hai unki zindagi bhi maut
Jo himmat ko hare hai
Unhe manzil nahin milti
Jo kismat ke sahare hai

Jo dekar jindagi jeete
Unhe kya maut ka dar hai
Jo dekar jindagi jeete
Unhe kya maut ka dar hai
Jo bujh kar roshani karte
Jo bujh kar roshani karte
Wahi roshan sitare hai
Jo bujh kar roshani karte
Wahi roshan sitare hai
Hai unki zindagi bhi maut
Jo himmat ko hare hai
Unhe manzil nahin milti
Jo kismat ke sahare hai

Nahi mushkil hai duniya mein
Agar insaan chahe to
Nahi mushkil hai duniya mein
Agar insaan chahe to
Palat do unhe aakar
Palat do unhe aakar
Jo kudrat ke nazare hai
Hai unki zindagi bhi maut
Jo himmat ko hare hai
Unhe manzil nahin milti
Jo kismat ke sahare hai.

More songs lyrics from Vidyarthi.