Un Labon Ki Yaad Aayi Lyrics

Un Labon Ki Yaad Aayi lyrics from Farmaish sung by anup jalota and music directed by anup jalota and composed by anup jalota

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Un Labon Ki Yaad Aayi Lyrics


Socha thaa ab na
Yaad karenge unhen magar
Socha thaa ab na
Yaad karenge unhen magar
Kuchh bhi na raha
Woh jab yaad aa gaye
Un labon ki yaad aayi
Ghul ke mushkurane se

Un labon ki yaad aayi
Ghul ke mushkurane se
Un labon ki yaad aayi
Ghul ke mushkurane se
Zakhme dil ubhar
Aaye phir bahar aane se
Zakhme dil ubhar aaye
Phir bahar aane se
Un labon ki yaad aayi
Ghul ke mushkurane se

Jaane phir kurez unko
Yaake sarm mehfil mein
Jaane phir kurez unko
Yaake sarm mehfil mein
Raat mujhse katrae
Woh nazar milane se
Raat mujhse katrae
Woh nazar milane se
Un labon ki yaad aayi
Ghul ke mushkurane se
Zakhme dil ubhar aaye
Phir bahar aane se
Un labon ki yaad aayi
Ghul ke mushkurane se

Raaz jo chhupae the
Aaj sab pe zahir hain
Raaz jo chhupae the
Aaj sab pe zahir hain
Kuchh meri kahani
Kuchh tere fasane se
Kuchh meri kahani
Kuchh tere fasane se
Un labon ki yaad aayi
Ghul ke mushkurane se
Zakhme dil ubhar aaye
Zakhme dil ubhar aaye
Phir bahar aane se
Un labon ki yaad aayi
Ghul ke mushkurane se

Haal jo hamara hain
Sabto unpe roshan hain
Haal jo hamara hain
Sabto unpe roshan hain
Phir batao kyaa hoga
Hale dil sunane se
Phir batao kyaa hoga
Hale dil sunane se
Un labon ki yaad aayi
Ghul ke mushkurane se

Unko humse kya matlab
Unko humse kya matlab
Hum ko kya garaz faiyaaz
Unko humse kya matlab
Hum ko kya garaz faiyaaz
Karke ishq kar baithe
Hum to ek zamane se
Karke ishq kar baithe
Hum to ek zamane se
Un labon ki yaad aayi
Ghul ke mushkurane se
Zakhme dil ubhar aaye
Phir bahar aane se
Un labon ki yaad aayi
Ghul ke mushkurane se.

More songs lyrics from Farmaish.