Tune Pyar Ka Jaadu Dala Lyrics

"Tune Pyar Ka Jaadu Dala" lyrics from Zameer: The Awakening Of A Soul sung by alka yagnik, kumar sanu and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Tune Pyar Ka Jaadu Dala Lyrics


Tune pyar ka jaadu dala
Loot gaya aashiq main dilwala
De diya maine tujhko apna dil
Tune pyar ka jaadu dala
Loot gaya aashiq main dilwala
De diya maine tujhko apna dil

Deewane dilbar dil daraa
Mujhko tere pyaar ne maara
Bin tere ab jeena hai muskhil
Ho deewane dilbar dil daraa
Mujhko tere pyaar ne maara
Bin tere ab jeena hai muskhil

Roop tere roop hain ke
Chandani ki chhaya hai
Aasmaan se kaun tujhko
Iss zameen pe laaya hain
Khaab tera khaab hoon main
Dekhale nigahon mein
Zindagi ghujarni hain
Sirf teri baahoon mein
Main paagal premi deewana
Saari duniya se anjaana
Tu mere armaano ki manzil
Main paagal premi deewana
Saari duniya se anjaana
Tu mere armaano ki manzil

Deewane dilbar dil daraa
Mujhko tere pyaar ne maara
Bin tere ab jeena hai muskhil
Ho tune pyar ka jaadu dala
Loot gaya aashiq main dilwala
De diya maine tujhko apna dil

Bheed mein akele mein
Yaad teri aati hain
Jaan meri jaan meri
Jaan chali jaati hain
Neend mein khayal mein
Bazaar mein chaubare main
Aaj kal main sochata hoon
Sirf tere baare main
Maine tujhko apne maana
Likha chahat ka afsana
Mere afsano mein tu samil
Ho maine tujhko apne maana
Likha chahat ka afsana
Mere afsano mein tu samil

Tune pyar ka jaadu dala
Loot gaya aashiq main dilwala
De diya maine tujhko apna dil
Ho deewane dilbar dil daraa
Mujhko tere pyaar ne maara
Bin tere ab jeena hai muskhil.

More songs lyrics from Zameer: The Awakening Of A Soul.