Tune Jo Kiya Hai Lyrics

"Tune Jo Kiya Hai" lyrics from Chahoonga Main Tujhe sung by mohammed aziz and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Tune Jo Kiya Hai Lyrics


Tune jo kiya hai mai wo yad karunga
Ab mai jo karunga tu yad karegi
Ishk badsah hai husan hai gulam
Kar mujhe salam kar mujhe salam
Kar mujhe salam kar mujhe salam
Ishk badsah hai husan hai gulam
Kar mujhe salam kar mujhe salam
Kar mujhe salam kar mujhe salam
Ishk badsah hai husan hai gulam
Kar mujhe salam kar mujhe salam
Kar mujhe salam kar mujhe salam

Ye dil ye dil bekarar dekha hai
Tune mera pyar dekha hai
Mera pyar dekha hai
Dekh mere pyar ka ab intkam
Kar mujhe salam kar mujhe salam
Kar mujhe salam kar mujhe salam

Aaj aaj mujhpe meharba hai tu
Mai hu kaha or kaha hai tu
Aaj mujhpe meharba hai tu
Main hu kaha or kaha hai tu
Zindagi badlati hai rang subah sham
Kar mujhe salam kar mujhe salam
Kar mujhe salam kar mujhe salam

Tu tu jara si khubsoorat hai
Ha tu jara si khubsurat hai
Par teri kisko zaroorat hai
Aj sab hasino ke lab pe mera nam
Kar mujhe salam kar mujhe salam
Kar mujhe salam kar mujhe salam
Ishk badsah hai husan hai gulam
Kar mujhe salam kar mujhe salam
Kar mujhe salam kar mujhe salam.

More songs lyrics from Chahoonga Main Tujhe.