Tumse Nazrein Mili Lyrics

"Tumse Nazrein Mili" lyrics from Aise Na Dekho Mujhe sung by kumar sanu and music directed by bhushan dua and composed by bhushan dua

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tumse Nazrein Mili Lyrics


Tumse nazrein mili aur dil kho gaya
Tumse nazrein mili aur dil kho gaya
Ik pal mein mujhe jaane kya ho gaya
Ik pal mein mujhe jaane kya ho gaya
Main tumhein pyar karne laga
Main tumhein pyar karne laga
Main tumhein pyar karne laga
Main tumhein pyar karne laga
Tumse nazrein mili aur dil kho gaya
Ik pal mein mujhe jaane kya ho gaya
Ik pal mein mujhe jaane kya ho gaya
Main tumhein pyar karne laga
Main tumhein pyar karne laga
Main tumhein pyar karne laga
Main tumhein pyar karne laga

Maine maana ke woh chaand bhi khob hai
Sabse jyada hasee mera mehboob hai
Maine maana ke woh chaand bhi khob hai
Sabse jyada hasee mera mehboob hai
Jhil si aankhon mein dil gaya hai doob
Aaj dheere se dil tumse kehne laga
Main tumhein pyar kane laga
Main tumhein pyar kane laga
Main tumhein pyar kane laga
Main tumhein pyar kane laga

Mujhe mein aawaaz hai tujh mein andaaz hai
Pyar ka laazmi hona aagaaz hai
Mujhe mein aawaaz hai tujh mein andaaz hai
Pyar ka laazmi hona aagaaz hai
Kaampte hothon pe baz raha saaz hai
Raz e dil e tumhein ab toh kehne laga
Main tumhein pyar karne laga
Main tumhein pyar karne laga
Main tumhein pyar karne laga
Main tumhein pyar karne laga
Tumse nazrein mili aur dil kho gaya
Ik pal mein mujhe jaane kya ho gaya
Main tumhein pyar karne laga
Main tumhein pyar karne laga
Main tumhein pyar karne laga
Main tumhein pyar karne laga.

More songs lyrics from Aise Na Dekho Mujhe.