Tumse Maano Na Lyrics

"Tumse Maano Na" lyrics from Cha Cha Cha sung by asha bhosle, mohammed rafi and music directed by iqbal qureshi and composed by iqbal qureshi and lyrics written by bharat vyas

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tumse Maano Na Lyrics


Tumse maano na maano mujhe
Tumse pyaar ho gaya hai tumse
Kaise kahun ke mujhe tumse
Pyaar ho gaya hai tumse
Maano na maano mujhe tumse
Pyaar ho gaya hai tumse
Kaise kahun ke mujhe tumse
Pyaar ho gaya hai tumse

Do dil ki do baaten do dil hi jaane
Mil hi to jaate dekho do anjaane
Suniye janaab e man
Kaise yaqin aaye naachiz hun main
Koyi kyun dil lutaaye tumse
Maano na maano mujhe tumse
Pyaar ho gaya hai tumse
Kaise kahun ke mujhe tumse
Pyaar ho gaya hai haaye tumse
Kaisa safar apna kaisa jahaan hai
Itna bataa do raahi
Manzil kahaan hai

Kitni hasin rut hai
Kaisa samaa hai
Manzil na puchho saathi
Ulfat rawaan hai tumse
Maano na maano mujhe tumse
Pyaar ho gaya hai tumse
Kaise kahun ke mujhe tumse
Pyaar ho gaya hai tumse
Maano na maano mujhe tumse
Pyaar ho gaya hai tumse
Kaise kahun ke mujhe tumse
Pyaar ho gaya hai tumse.

More songs lyrics from Cha Cha Cha.