Tumne Kaha Chhoo Lyrics

"Tumne Kaha Chhoo" lyrics from Sawan sung by mahendra kapoor, suman kalyanpur and music directed by hansraj behl and composed by hansraj behl and lyrics written by prem dhawan

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tumne Kaha Chhoo Lyrics


Tumne kaha chhoo maine chhoo liya
Tumne kaha chhoo maine chhoo liya
Kaha tha jo wo kiya daga to nahi diya
Kyu tantanake chali kali o najokali
Na itni si bat ki na de itni saza
Tumne kaha chhoo maine chhoo liya

Maine to ye kaha tha ke chhu hat pare
Magar tum ulte mere hi gale pade
Ja pare ja pare pare hat pare
Ke chhed na kawariyo ko hota hai bura
Tumne kaha chhu maine chhu liya
Kaha tha jo wo kiya daga to nahi diya
Kyu tantanake chali kali o najokali
Na itni si bat ki na de itni saza
Tumne kaha chhoo maine chhoo liya

Badan mera gora hath tere maila
Shishe mein muh to dekho
Bane ho bade chhaile
O chhaile o chhaile chhaili bina chhaile
O ja re ja re mujhe maile hath na laga
Tumne kaha chhu maine chhu liya
Kaha tha jo wo kiya daga to nahi diya
Kyu tantanake chali kali o najokali
Na itni si baat ki na de itni saza
Tumne kaha chhoo maine chhoo liya

Na mai tujhe janu aur na tu mujhe jane
O dilo ke shikari lathi ko mujhpe tane
Tu jane main janu tu aaya hai fasane
Jo fasu tere jal mein nahi wo chidi
Tumne kaha chhoo maine chhoo liya
Kaha tha jo wo kiya daga to nahi diya
Kyu tantanake chali kali o najokali
Na itni si bat ki na de itni saza
Tumne kaha chhoo maine chhoo liya
Maine chhoo liya.

More songs lyrics from Sawan.