Tumne Dil Sada Aur Mein Lyrics

"Tumne Dil Sada Aur Mein" lyrics from Kaalia sung by kavita krishnamurthy, udit narayan and music directed by anand raj anand and composed by anand raj anand and lyrics written by anand raj anand

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tumne Dil Sada Aur Mein Lyrics


Tumne di sada aur mein aa gaya
Is tarha ye dil tum pe aa gaya
Ho tumne di sada aur mein aa gaya
Is tarha ye dil tum pe aa gaya
Sach ye hain ke sapna sanam
Tum hum hain aise sang sang
Tod do ye mere bharam
Ye sach hai meri jaan
Tumne di sada aur mein aa gaya
Is tarha ye dil tum pe aa gaya

Maana maine yahin jaana maine yahin
Tere dil mein main sama gayi
O maana maine yahin jaana maine yahin
Tere dil mein main sama gayi
Achha laga mujhe achha laga tujhe
Ye baat meri bhaa gayi
Dil banke aaj paagal
Naache mera khushi se
Mera bhi hai iraada rang dekhun aashiqi ke
Ho baahon mein tumhari hoon main
Dil tumse hari hoon main
Abhi kya huaa hain aage
Dekhna meri jaan
Tumne di sada aur mein aa gaya
Is tarha ye dil tum pe aa gaya

Naathi mujhe khabar aisa hoga safar
Tere mere hasee pyar ka
Ho naathi mujhe khabar aisa hoga safar
Tere mere hasee pyar ka
Tu kya mili mujhe baaho mein aake lage
Har pal nayi bahaar ka
Mere dil ki aarzoo kya tune ye kaise jaana
Naadan ho tum toh jaane mann
Par main toh hoon sayana
Ho tu jaanu main jaane jaana
Zindagi se ab na jaana
Dhoka doon main kisi ko
Aisa main nahin jaane jaa

Tumne di sada aur mein aa gaya
Is tarha ye dil tum pe aa gaya
Ho tumne di sada aur mein aa gaya
Is tarha ye dil tum pe aa gaya
Sach ye hain ke sapna sanam
Tum hum hain aise sang sang
Tod do ye mere bharam
Ye sach hai meri jaan
Tumne di sada aur mein aa gaya
Is tarha ye dil tum pe aa gaya.

More songs lyrics from Kaalia.