Tumko Hum Dil Mein Lyrics

"Tumko Hum Dil Mein" lyrics from Naghmagar sung by rajendra mehta and music directed by rajendra mehta and composed by rajendra mehta and lyrics written by mumtaz rashid

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tumko Hum Dil Mein Lyrics


Tumko hum dil mein basa lenge
Tum aao to sahin, tum aao to sahin
Tumko hum dil mein basa lenge
Tum aao to sahin, tum aao to sahin
Saari duniya se chhupa lenge
Tum aao to sahin, tum aao to sahin

Ek waada karo
Ab humse na bichhdoge kabhi
Ek waada karo
Ab humse na bichhdoge kabhi
Ek waada karo
Ab humse na bichhdoge kabhi
Naaz hum saare utha lenge
Tum aao to sahin, tum aao to sahin
Naaz hum saare utha lenge
Tum aao to sahin, tum aao to sahin

Bewafa bhi ho sitamgar bhi jhafa pesa bhi
Bewafa bhi ho sitamgar bhi jhafa pesa bhi
Bewafa bhi ho sitamgar bhi jhafa pesa bhi
Hum khuda tum ko bana lenge
Tum aao to sahin, tum aao to sahin
Hum khuda tum ko bana lenge
Tum aao to sahin, tum aao to sahin

Ik tilakhwaat bhi mitt jaayenge rafta rafta
Ik tilakhwaat bhi mitt jaayenge rafta rafta
Ik tilakhwaat bhi mitt jaayenge rafta rafta
Jis tarah hoga mana lenge
Tum aao to sahin, tum aao to sahin
Jis tarah hoga mana lenge
Tum aao to sahin, tum aao to sahin

Raah taarikh hain aur door hain manzil lekin
Raah taarikh hain aur door hain manzil lekin
Raah taarikh hain aur door hain manzil lekin
Dard ki samme jala lenge
Tum aao to sahin, tum aao to sahin
Dard ki samme jala lenge
Tum aao to sahin, tum aao to sahin
Tum aao to sahin, tum aao to sahin.

More songs lyrics from Naghmagar.