Tumhin Ho Tumhin Ho Lyrics

"Tumhin Ho Tumhin Ho" lyrics from Rangilla Ratan sung by lata mangeshkar and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah, kishore kumar and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by gulshan bawra (gulshan kumar mehta)

Singer(s):

Tumhin Ho Tumhin Ho Lyrics


Tumhin ho tumhin ho jane ja
Ab meri jindagi
Tumhin ho tumhin ho jane ja
Ab meri jindagi
Sapne to apne hoke rahenge
Mujhe tha yakin aa kisi din rahenge
Tumhin ho tumhin ho jane ja
Ab meri jindagi

Phulo ka basera basaye waha pe
Koi pyar ka na ho dusman jaha pe
Phulo ka basera basaye waha pe
Koi pyar ka na ho dusman jaha pe
Wahi pe milegi jindagi ki har khushi
Tumhin ho tumhin ho jane ja
Ab meri jindagi

Mohabbat ke ye din kabhi na bhulaye
Sada pyar ke hum madhur geet gaye
Mohabbat ke ye din kabhi na bhulaye
Sada pyar ke hum madhur geet gaye
Jawa dhadkno ke taj me hai dilkashi
Tumhin ho tumhin ho jane ja
Ab meri jindagi
Tumhin ho tumhin ho jane ja
Ab meri jindagi
Sapne to apne hoke rahenge
Mujhe tha yakin aa kisi din rahenge
Tumhin ho tumhin ho jane ja
Ab meri jindagi.

More songs lyrics from Rangilla Ratan.