Tumhi Batao Mohabbat Mein Lyrics

"Tumhi Batao Mohabbat Mein" lyrics from Khushboo sung by junaid akhtar and music directed by junaid akhtar and composed by junaid akhtar

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tumhi Batao Mohabbat Mein Lyrics


Tumhi batao mohabbat mein kya naha hota
Tumhi batao mohabbat mein kya naha hota
Agar tumhari tarah main bhi bewafa hota
Tumhi batao mohabbat mein kya naha hota

Hazaar baar mere samne se ghuzare hain
Hazaar baar mere samne se ghuzare hain
Har ek baar ye socha ki keh diya hota
Har ek baar ye socha ki keh diya hota
Agar tumhari tarah main bhi bewafa hota
Tumhi batao mohabbat mein kya naha hota

Tammam umra ghamo ko talaash hi rehati
Tammam umra ghamo ko talaash hi rehati
Agar na aaj mera unka samana hota
Agar na aaj mera unka samana hota
Agar tumhari tarah main bhi bewafa hota
Tumhi batao mohabbat mein kya naha hota

Khayaal yaar mere saath saath hi rehna
Khayaal yaar mere saath saath hi rehna
Main ladkhadane laga hoon abhi gira hota
Main ladkhadane laga hoon abhi gira hota
Agar tumhari tarah main bhi bewafa hota
Tumhi batao mohabbat mein kya naha hota
Tumhi batao mohabbat mein kya naha hota.

More songs lyrics from Khushboo.