Tumhe Kya Batayein Lyrics

"Tumhe Kya Batayein" lyrics from Dil Ke Tukde Hazaar Huye sung by altaf raja and music directed by altaf raja and composed by altaf raja and lyrics written by arun bhairav

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tumhe Kya Batayein Lyrics


Kise apna banaye
Koi is kabil nahi milta
Kise apna banaye
Koi is kabil nahi milta
Yahan pathar bahut milte hai
Lekin dil nahi milta

Tumhe kya batayein ishq mein
Tumhe kya batayein ishq mein
Milta hai kya sila
Pyar kiya to dard mila hai tohfa yaar ka
Pyar kiya to dard mila hai tohfa yaar ka
Tumhe kah na paye dil ka gham
Tumhe kah na paye dil ka gham
Dil hi mein rah gaya
Pyar kiya to dard mila hai tohfa yaar ka
Pyar kiya to dard mila hai tohfa yaar ka
Tumhe kya batayein ishq mein

Agar na rahe is duniya mein
Aa jayenge teri yaado mein
Hamko chahe lakh bhula do sanam

Hum bawafa the
Hum bawafa the
Isliye nazro se gir gaye
Shayad tumhe talash kisi bewafa ki thi

Ho khushiya mubarak aye sanam
Apna hai kya rah lenge hum
Uff na karenge sahke tumhare sitam
Kismat jo hoti neharwa
Kismat jo hoti neharwa
Milti na ye saja
Pyar kiya to dard mila hai
Tohfa yaar ka
Pyar kiya to dard mila hai
Tohfa yaar ka
Tumhe kya batayein ishq mein

Soye na kitni rato se
Bahta lahu hai aankho se
Kab janoge tumne ye kya kiya
Tumne to lautne ka
Tumne to lautne ka
Irada nahi kiya
Hamne bhi bhul jane ka wada nahi kiya

Sari umar ke silsile tum chod ke
Jab chal diye
Kaise karnege tay ham ye fasla
Tum humsafar hoke agar ho
Tum humsafar hoke agar
Lutte na is tarah
Pyar kiya to dard mila hai
Tohfa yaar ka
Pyar kiya to dard mila hai
Tohfa yaar ka
Tumhe kya batayein ishq mein ho.

More songs lyrics from Dil Ke Tukde Hazaar Huye.