Tumhe Dekha Hai Maine Lyrics

"Tumhe Dekha Hai Maine" lyrics from Chandan Ka Palna sung by mohammed rafi and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Tumhe Dekha Hai Maine Lyrics


Tumhe dekha hai maine gulsita mein
Tumhe dekha hai maine gulsita mein
Tumhe dekha hai maine gulsita mein
Ke jannat dhund li hai
Iss jahaan mein tumhe dekha hai

Koyi ho baat
Koyi ho baat koyi ho fasaana
Tumhe hi yaad karta hai
Zamanatumhaara jikrr hai
Hardam mastane mein
Ke jannat dhund li hai
Iss jahaan mein
Tumhe dekha hai

Sukun in se aa aa aa
Sukun in se inhi se bekrariya
Khuda ke naam se julfein
Tumhaari khudaayi kar rahi hai do
Jaan mein ke jannat dhund li hai
Iss jahaan mein tumhe dekha hai

Tumhi hi ho meherbaan tum hi sitamgar
Badal sakata hai iss dil ka mukkadar
Tumhaari ek na mein ek haan mein hi
Ke jannat dhund li hai iss jahaan mein
Tumhe dekha hai

Qayamat hai qayamat hai
Duhayi hai khudaaya
Kisika dil ko dil mein hai
Basaaya ke rakh li aaj apne
Aashiyane ke jannat dhund li
Hai iss jahaan mein
Tumhe dekha hai
Maine gulsita mein
Ke jannat dhund li hai
Iss jahaan mein tumhe dekha hai.

More songs lyrics from Chandan Ka Palna.